Tuesday 17 June 2014

Rose Of a Thorn (Part 2)





kuch rishte ajeeb hi dor mein bandhe hote hai...
takrar se shuru hote hai... nafrat ke saaye mein panapte hai...
girte hai padte hai lekin qayam rehte hai
nafrat badti jati hai aur rishte ki gaath
aur gheri hoti jaati hai...
itni... ki ek din nafrat bhi aur barne se
sha
rma jati hai... aur woh rishta
sirf ek bandhan ban ke
reh jata hai...lekin sirf nafrat ka.
kabhi kabhi aisa lagta hai jaise
nafrat ke iss mahaul mein kuch toh hai...
 jo humse kehta hai ki...
iss ansuni... aanjani si... ankahe se ehsaas ko
ek mauqa toh do...
par jis rishte ki neev hi nafrat par rakhi hui ho
usse kuchh bhi umeed lagana
nadani nahin toh kya hota hai?
aur shayad yeh nadani hum kar baithe
warn
a kyun itne nafrat ke bawajud
hume aap ki yaad aa rahi hai?

kyun hum aap se ladte hain, jhagadte hain...
lekin apke jaane ke baad aap hi ki raah dekhte hain...
hawao se baatein karte hain






















No one understood 
Nafrat the way you did, Iss Pyaar Ko kya Naam Doon?
And of course, Mohabbat.



You completely redefined chemistry.




No comments:

Post a Comment